Mai Nara e Mastana | Lyrics | Abida ParveenSubscribe For More Lyrics:Main nara-e-mastana, main shouqi- e- rindanaMain tashna kahan jaaon, pee kar bhi kahan janaMain souz-e-mohabbat hoon, main aik qayamat hoonMain ashk-e-nadaamat hoon, main gouhar-e-yakdanaMain tahir-e-lahooti, main johar-e-malkootiNasoot ne kab mujh ko is haal mein pehchanaMain sham-e- farozan hoon, main aatish-e-larza hoonMain sozish-e-hijraan hoon, main manzil-e-parwanaKis yaad ka sehera hoon, kis chashm ka darya hoonKhud toor ka jalwa hoon, hai shakl qalbhanaMain husn-e-mujassim hoon, main gesu-e-barham hoonMain phool hoon shabnam hoon, main jalwa-e-jananaMain wasif-e-bismil hoon, main ronaq-e-mehfil hoonIk toota howa dil hoon, main shehar mein veeranaEnglish Translation;Main nara-e-mastana, main shouqi- e- rindanaMain tashna kahan jaaon, pee kar bhi kahan janaSlogan of Inebriation am I, drunkard mercurial-ness am drink may I , may I not hardly does it make a differenceMain souz-e-mohabbat hoon, main aik qayamat hoonMain ashk-e-nadaamat hoon, main gouhar-e-yakdanaA burning heat of love am I, the eventualTear of ignominy , a pearl unfound am IMain tahir-e-lahooti, main johar-e-malkootiNasoot ne kab mujh ko is haal mein pehchanaPern of heaven, the gem of empires and IHath when humanity known me so?Main sham-e- farozan hoon, main aatish-e-larza hoonMain sozish-e-hijraan hoon, main manzil-e-parwanaIlluminating light of the dusk, a raging flame am IMordancy of parting, Destination of Pyralid am IKis yaad ka sehera hoon, kis chashm ka darya hoonKhud toor ka jalwa hoon, hai shakl qalbhanaA desert of thoughts, a river of which fall?the biggest reality of the universe yet unrevealedMain husn-e-mujassim hoon, main gesu-e-barham hoonMain phool hoon shabnam hoon, main jalwa-e-jananaA frozen beauty am I, a ringlet in angerA flower, the dew am I, beauty of the belovedMain wasif-e-bismil hoon, main ronaq-e-mehfil hoonIk toota howa dil hoon, main shehar mein veeranaWasif, slayed am I, heart of the crowdA broken heart am I, a lonely in the city.